Friday, June 27, 2008

Kabhi-Kabhi

Ajeeb lagti hai shaam kabhi-kabhi,
Zindagi lagti hai bejaan kabhi-kabhi,
Samajh aaye to hame bhi batana ki....................
Kyu karti hai yaade pareshaan kabhi-kabhi..................

No comments: