Thursday, June 26, 2008

Aahat..

Kuch aahat se hote hai, Ek saya sa jata hai;
Bhala itne raat gaye, Kaun aata hai;
Magar ye dil hai, Ki manta he nahe,
Uthkar dhekta hoon mai, Darwaje par;
Ek hawa ka jhoka sa, jo mere galoon ko,
Tere hone ka, ehsaas sa kara jata hai,

No comments: